Aik phone se dosre phone par data, call history, sms, contact number transfer kaise karte hain, aj main is post mein yahi ap dostoon k sathh share karon ga k ap apne porane mobile phone ka sara data new mobile phone par transfer kaise kar sakte hain, dosto bat kochh aisi hai k ham xender, internet, gmail, se to data bhejte rahety hain par jab bat aati hai sms,contact number, call history, ki to ham kochh nahi kar pate hain. to aaye aj main ap ko bata deta hon k ye sub kaise mumkin (possible) ho sakta hai.
Dosto aj k is digital world main insane k pas khane k liye kochh ho ya na ho par us k pas aik smart phone, zaror ho ga aj k time mein ham aik phone, ko maximum 1 sal ya ziyada se ziyada 1.5 sall tak use karte hain. us k bad ham new phone ko by karne ki koshish mein lag jate hain q k bat bhi sahi hai k market mein daily new modal smart phone aa jate hain.
Ye bhi parhe apne phone se aik sms bhij Kar jis ka marzi phone power off kare
Ye bhi parhe apne phone se aik sms bhij Kar jis ka marzi phone power off kare
Dosto aisa is liye bhi hota hai q k hamare pas option hote hain. Aj k time pe itne sare mobile phone as option hi hain q k ham aik hi phone ko 1 se 1.5 sal use karte karte bor ho jate hain chalo khair ye sub bate to personal hain. mera kam hai ap sub ki problems ka hal dondhna solution dena.
Ye bhi parhe android phone se memory card format Kaise kare
Ye bhi parhe mobile Chori ho Jaey to in 4 Tarike se dhondhe
Ye bhi parhe android phone se memory card format Kaise kare
Ye bhi parhe mobile Chori ho Jaey to in 4 Tarike se dhondhe
To dosto main ye bata raha tha jisa k ap sub apne android phone, ya kisi bhi phone ko change, karte ho to ager to ap ne apne sare contact number, sms, call history google ya sim card, mein save kar liya hai to thek hai achhi bat hai lakin ap sub jante hain k sim ki bhi aik limit hoti hai ager ap k sms, ya contact number, us limit se ziyada hain to ap ko lazim phone mein hi save karne pare gey.
Ye bhi parhe free call karne k best 5 phone apps
Ye bhi parhe mobile se facebook password change Kaise Kare
Ye bhi parhe free call karne k best 5 phone apps
Ye bhi parhe mobile se facebook password change Kaise Kare
Dosto masla is bat ka nahi k ham apne sare number wagira phone mein save kar rahe hain dosto ap bhi achhi tarah jante hain k masla ziyada us time banta hai jab ham new mobile phone lene lagte hain pahle to esi dar ki waja se ham new phone, kharidna hi nahi chahte q k hamein pata hota hai k ye kitna mushkil kam hota hai aik phone se dosre phone mein contact number, sms, call history ko transfer karna,
Ye bhi parhe mobile se facebook id Kaise banaey
Ye bhi parhe Android phone ko Hard Reset (Format) kaise kare
Ye bhi parhe mobile se facebook id Kaise banaey
Ye bhi parhe Android phone ko Hard Reset (Format) kaise kare
Ager ap ne bhi sare number wagira apne phone mein save kiye howy hain to ap bhi soch rahe hon gey k kaise aik aik number ko pahle likhh kar phir (new) phone mein save karey gey.
Ye bhi parhe Facebook page Kaise banaey
Ye bhi parhe Google Se keywords kaise search kare
Ye bhi parhe Facebook page Kaise banaey
Ye bhi parhe Google Se keywords kaise search kare
Lakin dosto ghabrane ki koi bat nahi aur na hi ap ko aik aik number likhh kar (new) mobile phone, main save karna hai bal k aj main ap sub k liye aik aisi apps le kar ayaa hon jis se ap aik click mein apne purane phone se new phone mein sare k sare sms, call history, mms, contact number, apps, calendar, system setting, apps data, browser bookmark, all type of files in sd card, wifi account passwords, in sub ko ap sirf aik click mein transfer kar sakte ho to aaiye jante hai ye sub kaise kare,
Ye bhi parhe sahi Tarike se heading tags h1 se h6 tk Kaise use kare
Ye bhi parhe play store se new games aur apps download Kaise Kare
Ye bhi parhe sahi Tarike se heading tags h1 se h6 tk Kaise use kare
Ye bhi parhe play store se new games aur apps download Kaise Kare
Aik Phone Se Dosre Phone Me Data Transfer Kaise Kare
Step 1
- Sub se pahle ap ko apne dono mobile phone mein aik apps download karni hai.
- Jis ka name hai “CLONEIT” ye ap ko play store par asani se mil jaey gi.
- Ya ap jahan par likha howa hai download CLONEIT wahan par click kar k bhi download install kar sakte hain.
STEP 2
- Ab ap ne is apps ko apne dono phone mein open karna hai.
- Ab ap ko 2 OPITION dikhai dey gey RECIVE karne ka aur SEND karne ka.
- Ab jis mobile phone se ap ko data send karna hai us mein (SEND) aur jis phone mein ap data send karna chahte hain us mein (RECIVE) karna hai aik hi time aik hi sathh mein.
Waise to ap dostoon ne XENDER ko use kia hi ho ga kabhi na kabhi aur ap ko pata hi ho ga to thek usi tarah ye bhi apps kam karti hai usi tarah se phone ko connect karey aur job hi data send karna hai send aur recive kar dey.
Ye bhi parhe mobile phone se face book page delete Kaise Kare
Ye bhi parhe mobile phone se face book page delete Kaise Kare
Bus thori hi deer mein ap ka sara data aik phone se dosre phone mein import ho jaey ga, is k bad ap ka kam ho gaya ab ap ka sara data new phone mein transfer, ho chukka hai.
Yahan Click Kar K Mere YouTube Channel Par Bhi ja Sakte Hain
Yahan Click Kar K Mere YouTube Channel Par Bhi ja Sakte Hain
To dosto umeed karta hon ye post ap ko pasand ai ho gi aur ap k liye help full sabit ho gi dostoo ager ap ko ye post pasand ai hai to is ko like kar k apne dostoo k sathh share zaror kare.
Thank,s